Saturday 1 March 2014

Quotes Of The Day In Hindi

Quotes Of The Day In Hindi

Source: Google.com.pk
Arz kiya hai
Arz kiya hai
Jale ko aag kahte hai \=D/
bujhte ko raakh kahte hai \=D/
apke pass jo missing hai jaani use
hum Hindi me “Dimaag”kahte hai..:P:P

Wife Pati ko Maar Rahi Thi


Wife Pati ko Maar Rahi Thi
Padosi : Kyu maar rahi ho bechare pati ko ?
Patni : Koi bechara nahin hai, Inko call kiya to ek ladki boli
“Aap hamare jis grahak se sampark karna chahte ho,
wo abhi vyast hai” kripaya kuch der bhaad call kare ….

Santa calls up PM house & says


Santa calls up PM house & says:
“I want to b next PM of India! ”
.
.
Manmohan- chutiya hai kya?
.
.
Santa- is it a basic requirement?=))=D

Attention Deficit Hyperactive Disorder


Professor: What is “Attention Deficit Hyperactive Disorder”..?
Student: Jinga Lala hurrRrr hurrRr…
Professor: Ye kya thaa …?
Student: Pehly ap batain wo kya tha

GIRL


G:- Ghomne phirne ki shokeen
I:- Innocent
R:- Rone ki machine
L:- Larko ki pocket khali karne wali.

HIndi Lovely message


Yaad me teri aahe bharta hai koi,
Har saans k saath tujhe yaad karta hai koi,
Maut to sachai hai aani hai,
Lekin teri judai me har roz marta hai koi…

1 bona Suhagraat Ko Room Me


1 bona Suhagraat Ko Room Me
Aate Hi Biwi Se Bola
“Chal Ghodi Ban Ja”
Biwi- “Ye Kya Tarika He”
Bona- “Tarika Nahi Hai Pagli,
Kamre Ki Kundi Lagani H.

Behind ur laughter there r sorrows


Behind ur laughter there r sorrows..
Behind ur smile there r tears..
Behind ur quietness there is a storm..
And behind u..
Is your Bum..!

Manna K Hamari Zaat Main Buhat Aieeb Hain Magar


‘Manna K Hamari Zaat Main Buhat Aieeb Hain Magar..!!
Biktey Nahin Khuda ki Qasam Hum Ba Zameer Log..!!’

Mujhay khof hai


‘Uljhan
Mujhay khof hai
Woh niba k kisi merhalay pay
yeh aa k keh day k abb nahi
meray dil ko terii talub nah’

Ek Pehlwan Qartab Dikha Raha tha To Us Nay Ek


‘Ek Pehlwan Qartab Dikha Raha tha To Us Nay Ek
Nimboon liya Or Us Say Poora Glass Bhardiya Sab
Loag Dekh Kar Heraan Hogaye,
Pehlwan Hai Koi Jo Ek Nimboon Say Poora Glass Bhar Day,
Tab Ek Budha Aadmi Buht Kamzoor Saa Or Us Nay Raas
Khatam Walay Nimboon Say hi Poora Glass Bhardiya
Pehlwaan bhi Dekh Kar Heeraan Hogaya Heerani Say
Pehlwaan Nay Poocha K Aap kon Hai Us Aadmi
Nay Kaha Main Shaikh hoon’

DekhuuN tere haathon ko to lagataa hai tere haath


‘DekhuuN tere haathon ko to lagataa hai tere haath
Mandir mein faqat deep jalaane Ke Liye Hain
Socho to badi cheez hai tehzeeb badan ki
Varnaa to badan aag bujhaane Ke Liye Hain
Ye Ilm kaa saudaa, ye risaale, ye kitaabien
Ek shaKhs ki yaadon ko bhulaane Ke Liye Hain’

SAWAL:Patni maike jakar pati


SAWAL:Patni maike jakar pati
ko roj phone kyun krti hy?
JAWAB:Taki pati ko yad rahein
musibat tali nhi.

Zindagi Ko Ek Kalpana Samjho


Zindagi Ko Ek Kalpana Samjho,
Subah Ko Sach Raat Ko Sapna
Samjho, Baatna Chahte Ho Agar
Apne Saare Gam Tou, Zindagi
Mein Sabse Pehle Kisi Ek Ko
Apna Samjho

Dosti Acchi Ho to sabko JALATI he.


Dosti Acchi Ho to sabko JALATI he.
DOSTI GAHARI ho to RANG lati he.
DOSTI NADAN ho to Tut jati he.
DOSTI hum se ho to woh
ITIHAS ban jati he.

Kia tum urh sakte ho?


Kia tum urh sakte ho?
Kia sitare tor sakte ho?
Kia pathar ko heera bana sakte ho?
Nahi na?
Beta sirf shakal bandar jesi hone se koi HANUMAN nahi ban jata

Lady:Muje Mere Pati Sy


Lady:Muje Mere Pati Sy
Talaq Chaheay,
Wakil: Mgar Wo To
Kabbadi Champion Hy,
Lady: Yahe To Problem Hy,
Kamina Sirf Hath Laga K
Bhaag Jata Hy..

Kya kahun tujhko? Khwab kahun to toot jayega,


Kya kahun tujhko? Khwab kahun to toot jayega,
dil kahun to bikhar jayega
Sochta hun tera naam zindagi rakh loon,
maut se pehle to tera saath chuut na payega

Quotes Of The Day In Hindi

Quotes Of The Day In Hindi

Quotes Of The Day In Hindi

Quotes Of The Day In Hindi

Quotes Of The Day In Hindi

Quotes Of The Day In Hindi

Quotes Of The Day In Hindi

Quotes Of The Day In Hindi

Quotes Of The Day In Hindi

Quotes Of The Day In Hindi

Quotes Of The Day In Hindi

Quotes Of The Day In Hindi

Quotes Of The Day In Hindi

Quotes Of The Day In Hindi

Quotes Of The Day In Hindi

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 




1 comment: